Jiya Re Song Lyrics – Dahleez (2016 TV series) | Jubin Nautiyal

 

Song: Jiya Re - Dahleez :-Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Sameer Anjaan
Music Label: Star Plus


Morey jiya, main kya tere bin
Morey jiya, tu mera palchim

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aa.thon pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare..e..e
Jiya re basa hai
tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main
tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein
rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

Tu hai toh mera wajood hain
Tu hai toh meri talaash hain
Tu hai toh shaamein khushnuma
Tu hai toh luv ki pyaas hain
Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aa.thon pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare..e..e
Jiya re basa hai
tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main
tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein
rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

Tu jeene ki umeed hai
Tu khwaabo ka aasma
Tu hai chahat ki kaayanaat
Tu hai yaadon ka kaha.kasha

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aa.thon pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare..e..e
Jiya re basa hai
tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main
tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein
rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

Post a Comment

0 Comments